Tuesday, March 5, 2019

Jis din tumko saam sataye
Sard hawa dil na behlaye...

Jis shab janaab
So na sako tum...

Tanhaai me bhi tanha
Ho na sako tum.....

Be-chaini kuch badh si Jaye
Aakhein bewahah num ho Jaye.....

...!!samajhlo mene tumhe yaad Kiya hai!!...

No comments:

Aaj khud SE khud ko hara dena Ka fesla hai, Ek trph Zindagi dusri trph mout, Ek trph tum dusri or hm , Sab ajeeb dasta ki khel ,. Dusma...